India Bollywood Hindi & Urdu Lyrics - DesiFM.com - Desi Film and Music

Bollywood Lyrics



Lyrics Home > Translations > Maine Pyar Kyun Kiya > Saajan Tumse Pyar Ki Ladaai Mein

Bollywood Lyrics Translation

Saajan Tumse Pyar Ki Ladaai Mein

Song 'Saajan Tumse Pyar Ki Ladaai Mein' from movie 'Maine Pyar Kyun Kiya'.

Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Oh lover, in our love fight..

Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
The bangles broke on my wrist, on my wrist

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Sweetheart, in our love fight...

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
I slept alone at night

Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Pal pal har pal teri lagan
Every second...

Teri ada ne le gayi man
Has been stolen by your charm

Gore gore haathon pe mehndi ka rang
Those fair hands with mehndi...

Us pe yeh sharmaaney ka dhang
You used to shy away with

Us pe yeh sharmaane ka dhang

Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein
Yes I shied away in our love fight

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Bechaini tadpaati rahi
Restlessness took over me

Chaandni dil dhadkaati rahi
That moonlit heart kept beating

Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali


Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein
Sleep didn't come to me, during our love fight

Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein







Copyright © DesiFM.com - A division of Jaan Productions Corp  
All Rights Reserved. Read our Privacy Policy